Me jisse pyar karta hu, vo married hai, ab me use na to chod sakta hu aur na hi paa sakta hu, vo bhi mujse bahut pyar karti ha.vo bhi mujhe chodna nahi chahti hai. Main use kai baar samjaya ki vo muje bhul jaye lakin vo marne ki baate karti ha. Me bhi uske bina jee nahi sakta hu. Ab aap hi bateye me kya karu ji?, mera jina bada muskil ho gaya ha.
By: ved parkash