Hi friends mera nam atul rana hai aur mai aapko apni love story (in Hindi) bata raha hu
mai ek ladki se bahut pyar karta hu jiska nam khushbu ha aur wo mere second house ke samne summer ki chhuttio mai apne ghar ghumne ke liye aati hai ek din 14 may 2009 ko us ladki ko maine dekha to pahli nazar ma hi pyar ho gaya aur mai use itna pyar karne laga tha mai samjh hi nahi paya ki uske bina ma rah nahi sakta
kuchh din bad wo apne ghar chali gayi tab mai 10th mai tha or uski yad ma apne study par dhyan na de paya or 10th mai fail ho gaya tab main socha ki mujhe study par dhyan dena chahiye or maine study kiya or 2010 mai 10th pas kiya or maine socha jab tak wo aayegi tab tak mai gujrat mai somnath ghumne chala gaya
jis din mai bapas aaya usi din wo apne ghar chali gayi aur phir next year ka wait karne laga or wo 2011 mai ghumne nahin aayi fir next year ka wait karne laga ki wo 2012 ayegi or mai 12th exam ke bad brother ke sath noida ma ek BPO ma job ke liye chala gaya aur wo ghumne ke liya aayi aur jab mujhe pata chala tab maine job chodne ka plan kiya lekin wo 3 – 4 din bad chali gayi aur jab mai phir ghar aya aur socha ki next year usse milkar use propose karunga.
Wo phir 2013 mai nahin ayi par maine bahut koshis ki uska number laker propose karon lakin uska number to nahin mila or mai bhagwan se bahut pray karta hu or se din rat sote jagte bas usko yaad karta hu batao dosto mai kya karun